Wednesday, June 4, 2008

Haal e dil

Dil se tumhe nikalna bhi chahe tho nikale kaise
chaye hain itne gum ke badal inhe hatayein kaise

Tum paas ho kar bhi paas nahin, dur tumse ho nahin sakte
yeh kaisa lamha hai zindagi ka jisse hum saath guzaar nahin sakte

Duniya se yeh aanson chupaye kaise,
muskuraana bhi chahe tho muskuraaye kaise

kadam aage badhayein kaise, tumse nazar milaye kaise,
yeh dard e dil ki dastan sunayein kaise..

woh lamhe jo saath guzarein hai unhe bhulayein kaise, tumhe dil se nikaale kaise..

2 comments:

Pushp Raj said...

pleasssse...stick to your story writing only. hehehe :P

Jyo Girl said...

Itna gandha hai kya bey? :) yeh likhne ke baadh mujhe thoda proud proud laga